LightReader

Sirr e Hidaya

Anaya_Malik_3846
Baz rishte khoon se Nahin khamoshi se bandhte Hain. Baz talukat ka bojh sadiyon ke razon se bhari hota hai Kahani Vahi hoti hai jo sirf alfaaz mein Nahin khamoshiyon mein bhi sans leti ho yah Kahani hai do duniyaon ki hidaya jise Goya jameen se katkar banaya Gaya hai jis ka mahel (qasr e hidaya) apne andr ek berahm sakoot chupy howe ha doosri janib khanzada haweli jis ke deewaron main rawayat ke khushboo basi ha UMER SOMRO ... Taqt aur himat ka nishan hidaya ka mzboot hakim Berik ke khufya tanzeem ka sarbarah jo hr fesla hikmat s leta Hidaya jhan razon ke bazgasht thi mgr tanhae ka raj tha wo mzboot insan dil m ek swal lye phirta tha HALE NOOR...khanzada haweli ka noor wo lrki jo bajamal r rawayton ke ameen ha mgr us ke sitara ankhon main chattano k jasi mzbooti ha ... Ye kahani ha ishq ke Umer or Hale ka ishq kya ishq r wafa ka ho ga imtihan ya hidaya ka raz sabit ho ga un ke rah ke sb s bri rukawat ye kahani us raz k gird ghoomti ha jis s in sb ke zindagian juri hain or usi ka naam " Sirr e Hidaya" ha.
Latest Updates