LightReader

Chapter 3 - chapter 3 the kachori chronicles

The rose shurb is now started flowering, and the trio is in sushmita aunty's garden again because of the OFFER remember.

Asal mai wha sirf shivika aur disha thi aarav apne office chla gya tha...kisi ko to kamana hai hi...disha as a profession doctor thi aur shivika well filhal to vo koi job nhi kr rhi but usne application letter likh k bj rkha hai .

"Aram s phullo mai bhi jaan hoti hai!",sushmita aunty said teasingly

"Ji aunty , aram s hi kr rhe hai pr apke phullo ko hmse nafrat hai " Shivika said as she was no no she is struggling to find the right amount of manure and dipped her feet in the lotus flower pot.

"Ugggghhhhh"

Disha laughed and chocked.

Aunty n dono ko awaz lga kr bulaya aur snacks diye , sushmita aunty special HOMEMADE KACHORI yum

Dono ladkiyo k chehra khil gya kasi surajmukhi suraj ko aur rat ki rani raat dekh kr khil jate hai wase hi.

Shivika said "auntyji ap ...ap hmare bare mai itna sochte ho" dramatic crocodiles tears.

Disha kyu picche rhe "tu ro le, aunty ap mujhe d do iske hisse k bhi..yum yum yum...wait!aarav k liy hai kya?" Usne y isliy puccha kyuki usse aarav ki chinta hai nhi kyuki wo uske hisse k khana chati hai.

"Ha aarav k liy bhi bnai hai , jb jaoge to l jana " she said smilingly .

***********

Dono shaliya kachori le kr ghar chli gyi thi. Aur aarav halfday lekr ghr a gya but bechare k hisse ki kachori un dono n milkar usse chidakar kha li. Bechara baccha itni mehnat krke un dono k liy kma rha tha aur vo uske hisse ki kachori kha gyi sushmita aunty k hath ki bni! Vo udass hokr nicche ko gya vha pr aunty n usse pkd liya aur pucha

"Kya bat hai kachori acchi nhi lgi?"

He gave puppy eyes and aunty smjh gyi un do nalayko n iske hisse ki kha li

"Are mera beta, mujhe pta tha unka isliy tere hisse ki baccha kr rkhi hai ! Aja kha le isse phle un dono ki nak khusboo sung kr a jay...

Happy aarav!

Udhar dusri taraf disha aur shivika k apt mai ek mail ati hai jo ki shivika k liy hoti hai. Uski application accept ho gyi hai . It's celebration time ! Aunty k chray gulabo ki jo gulkand bni pdi thi uske sath un logo n ek Experimental disha bna li well that was actually good.

Shivika excited thi aur thrilled bhi akhir uski zindagi badalane wali hai , but wo is bat s anjan thi ki wha koi hai jo uske nightmares k reason hai aur vo khud us bat s anjan hai!

More Chapters