LightReader

Chapter 2 - sheshe ke us par part-2

Aarav 24 saal ka tha, Delhi me ek private architecture firm me kaam karta tha.

Kaam achha tha, par zindagi… jaise kahin atak si gayi thi.

Chhe mahine pehle uski mangetar Naina ek accident me mar gayi thi.

Ya yun kahein—use yahi bataya gaya tha.

Naina ke jaane ke baad Aarav ki duniya jaise sheeshe ki ban gayi thi—

sab dikhta tha, par kuchh chhoone layak nahi lagta tha.

Office me usi din ek nayi ladki aayi.

Naam—Siya.

Siya ki aankhon me ajeeb si shanti thi, jaise wo bahut kuchh jaanti ho,

par kehti kuchh nahi.

Lunch ke waqt usne Aarav se poocha—

"Tum raat me theek se sote nahi ho, hai na?"

Aarav chauk gaya.

"Tumhe kaise pata?"

Siya halki si muskurayi.

"Kyunki tum wahi galti kar rahe ho, jo maine ki thi."

"Kaunsi galti?"

"Aaine ko bahut der tak dekhna.

More Chapters