LightReader

Chapter 1 - zindagi mein Meri galtiyan

Main Aaj Apne Hi zindagi ke bare mein kuchh likhna chahti hun mai chahti hue Jo mai na galtiya kiya us time mai jis time mai zindagi bantie thee ji time padnai ka thii woo time ma na zaya kiya ma nhi chahti ap log be woo galtiyan karai kuki ya ak aasia waqat aata hai her ak ka zindagi mein jab lagta hai ki main sab kuch kar sktha huee magar hum uss time pay itnai jazbatie hotia hai ki pata he nahi chalta ki ka kra ya ak asia time hota hai ki khud ka siwa kuch acha he nhi lgta is time hama lgta hai ki mai huee aur mara jasa koie nhi hai koie acha he nhi lgta ,ya ak asia time hota hai ki agr koie hamai kisi galat kaam sa rokai woo huma itna bura lgta hai magar whi py wo log jo huma is kaam ka Krna par huma shabashi datia hai woo huma uss time par bhout acha lagta hai ya age he asie hai, ki lgta hai mei huee aur koie nhi hai . magar yahi wóo time hota hai jab hum kuch b kar sktha hai hum khud ko bana be sktha hai bigaad be .

More Chapters