LightReader

meri jindagi ki kahani

Ek bar Main kahin per ja raha tha aur mujhe vahan ka rasta pata nahin tha aur ushi raste say ek aur aadami ja raha tha jisse Maine poochha ki bhai yah rasta kahan jaega usne bataya ki yah rasta Akbarpur ki taraf jaega Maine use aadami per Vishwas kar liya aur mujhe pata nahin tha ki vah galat rasta bata raha tha jab Main vahan pahuncha to fir vahan vahan ke aadamiyo Se poochha ki bhai yah kahan ki jagah hai usne bataya ki yah mahrua ki jagah hai is prakar se use aadami Ne mujhe Dhokha Diya isiliye hamen Kisi bhi per Bharosa nahin karna chahie

More Chapters