LightReader

Chapter 1 - Gaon Aur Bachpan!

Chhota Sa gaon Charon or hare bhare khet Aam-Neem ke ped kachhi Kaliyan aur subah murge ki baang ke sath jhagta hua jivan.

Aise gaon mein rahata tha ek nanna Sa baccha vicky.

Vicky ki umar koi 10 se 11 sal Rahi hogi per uski Hansi mein aise mithaas thi ki pura gaon Se dekh kar muskurata Hola Sa rang hamesha Dhol mein ghutne Pati purani per saat kamij aur aankhon mein shrart ke chamak

H

Gaon ka Naam tha to na bol Chhota Sa gaon Charon or hare hare aam per neem ke ped, kachhi galiya aur har subah murge ke baang ke sath jagta jeevan. Issi gaon me rhta hai nanha sa vicky.

Vicky ki umra koi 10 se 11 saal rahee hogi, per uski Hansi mein aise mithaas thi ki pura gaon use dekh Kar muskura uthata.

Sanvra Sa rang hamesha dhul se sane ghutne aur hath fati purani per saaf kamij, aur aankhon mein shrart ki chamak. Wiki ke pita ek Kisan the aur man Ghar sambhalti thi Ghar bahut bada nahin tha per usmein pyar aur apnapan bharpur tha.

Vicky ka din Suraj nikalne se pahle hi shuru ho jata. Jaise hi uski man chulhe per chai chadhate Vicky uth kar angan mein a jata. Thandi mitti per nange paon chalna use bahut achcha lagta tha vah Aasman ki taraf Devta aur rahata aaj ka din bhi achcha hi hoga.

Beti ko padhaai bhi pasand tha lekin asali Ram to use gaon ke khelon mein aate the school se lautate Hain uska basta ek Kone mein fenk Diya jata aur vah Daud padta Apne doston ke sath khelne.

Gilli-danda Vicky ka sabse pasandida khel tha pipal ke ped ke niche roj sham ko bacchon ki Doli jama hoti. Vicky jab danda ghuma karke gilli ko hawa mein uchhalata to sab bacche taliyan banane lagte vah jitata to bhi muskurata harta to bhi muskurata Hi rahata.

FIR aata Kabaddi ka number. Kheton ke kinare Bani Khali jameen per do teeme banti.

Vicky jab "kabaddi- kabaddi" kahte huye saans roke dusri team me jata, to samne wale bachhe dar jate. Par vicky kabhi kisi ko jor se nahi pakadta. Vah kahta, "khel hai, ladayi nahi."

More Chapters