LightReader

Chapter 2 - PYAR KI PAHALI JHALAK

pahale aapne humari pahale din ki yaade adhi aaj school me prayer ke baad jab sab class me aaye tab sir ne bhi humari upasthiti ki tabhi meri pahali mulakat ek aisi ladaki se hua uska pahali najar me humare dil me jo nafrt thi us mai baya nahi kar sakta us din usko bukhsr hua tha jab usne sir se ghar jane ke liye puchha to maine us par comment kar diya humne kaha "sir aise kai log bahana bana kar aate hai usme se ek ye bhi hai" achanak usne bolana suru kiya usne kaha "sab log ek tarah nahi hotr" kuchhh log dusro ki baat par jyada comment karte hai.

us ladaki ka naam Ayushi tha .kuchh din aise hi bit gaye ek din humare school me kabaddi tha mai bhi us khel ka ek hisa tha humare bich aaksar jhagada hota rahata tha kabhi usko chidane ke liye mai apne naam ke jagah uska naam aur o apne naam ke jagah humara naam liya karate the isi bich palak apane man hi man me mujhase pyar kar baithi mujhe is baat ka bilkul andaja nahi tha lekin o kahate hai a ki sach kabhi chhipata nahi hai hume kuch aisa laga lekin mai kuchh is baat me palak se kuchh kah pata usase pahale humare parents ne humari school ko hi badal diya ab aage chapter no.3 ( ek anjan rasta ) me 

More Chapters