LightReader

Meri Tanha Zindagi (Part- 1)

Us din 18 November 2024 Tha. Mai bahut khush thi ki mai bhi ab apne aane wali life me bahut khush rahungi sabse achhe se rahungi meri pichhali jindagi me Jo bhi hua sab bhul jaungi par mujhe ye nahi pata tha ki meri life 18 November ke baad achanak change ho jayega. Maine life me kabhi socha bhi nahi tha ki achanak aisa badalaw ayega . Mai bahut dari huyi thi ki aage kya hoga ab na koi rasta dikhayi de raha tha na koi aisa insan jinse mai apni baate share kar saku .tab achanak meri life me ek aisa insan aaya jinse meri life ko jaise apna sa samjhne laga meri dard ko apna dard samjhne laga mujhe mai unse pahli baar raipur city me mili aur o saks kon tha aur usne aisa kya kiya ki meri life ka mano story hi badal gayi ....ye ham janenge kal

Tab tak ke liye bye freinds 🥰

More Chapters