LightReader

Chapter 3 - doosri maa

Piya aur indar shadi karke apni badi si haveli main aate hai ji haa hamana raja jaisa dikhne wala hero asal zindgi main bhi raja hai jo sabke dilo ke saath poore raam pur gaon pe raaj karta hai aaj piya ke sath haveli bhi dulhan bani hui thi poori haveli roshni se jagmaga hai thi har taraf sangeet aur khushiyon ki chahal pahal machi hui thi shushila devi to apne bahu bete ki balaye leti nahi thak nahi thi aakhir piya thi hi itni sundar ek dam chand ka tukda aur aaj se chand unki haveli ki shobha badha raha. Hai unke bete ka aaj bachpan ka sapna poora hua aaj har taraf khushiya hi khushiya thi bas

More Chapters