Mein hun ek girl , meri bhi ek life hai l Mujhe bhi apne tarah se apne life ko jina hai, bhagwaan, Mujhe bhi ek rasta dekha deejiye yah duniya ek ladki ko rulaati bahut hai bhagwaan l please🙏 aap meri bhi saath de deejiye l Maine bhi kuch apno ke liye sapne dekhe hai, mujhe aashirvaad deejiye ki main apne sapno ko sakar kar saku l ......
