LightReader

Chapter 1 - hamari kahani

,, Na jaane Kaisa woh din tha jab ham tumse mile the, kaun sa samay tha jab tumse pahali mulakat hui thi Jo mujhe ek pal mein me apna bana gaya!!

Jivan mein ek Armaan jaga Gaya mujhe ek pal mein apna banaa Gaya , jab Mili unse aankh Meri pahli bar aankhon aankhon mein khud Ko fansa Gaya dheere dheere mulakate hue kuchh baten Hui Chand lamhon mein mujhe Apne jaisa ehsas dila Gaya baton baton mein mujhe apna bana gaya!! Dheere dheere humko unko dekhkar kuchh hone Laga , humne socha Shayad yah bahan tumhara tha per bahan Ko pyar mein Badal Gaya hamen pata Chala . Humne unse poochha kya hamen Jo hota mahsus kya tumhen hota Hai .

Itna bolate hi unhone Apne dil ka izhaar humse kara diya aankhon aankhon mein mujhe apna banaa Diya ,, unhone bola kya gharwale manenge hamare Liye .

Usne kaha,, pyar Ho Sath to darne ki Kya baat . ISI baat Ko lekar vah donon aage apni jindagi ki shuruaat karne lage . Kuch salon Gujar Gaye ,,

Ek din jise apna Mana Hai use sab kuchh bataya per vah dekar Gaya daga .

Pata Chali Ghar walon Ko yah baat , Sahi baat jab usse Aadhi Raat total Ham donon ka Sath .

Vah gharwalon ko manati Rahi hath hath jodti Rahi

Ine donon ka Na Diya Kisi Ne sath vah dusre desh ka aur vah dusre desh ki

Aanasaka vah mere pass time hoga usne itna ki banaa Le Apne carrier ko bol aur Le jaaye mujhe fir Apne Sath . Per uspe nahin tha gharwalon ko Vishwas donon bolate Rahe ki karo Ham per Vishwas . Rahenge Ham donon Sath ............?

More Chapters