Jab tkk viki kuwe ke pass jata tb tkk chalwa chipa kar bolra wahh mat jao
Chalwa ke ese chilne se sabne chalwa ko dekha or nila bhyiii tum ese kyu chilye kya hai ese usa kuwe me
Tb tk chalwa ne bola woh sab me tumko ghar jake bato ga pehale yhh se chalo
Tb tk vicky ne kaha nahi pehale bato kya hai yhh esa
Tb tkk chalwa ne kaha ki na ghar jake batoga
Par vicky terhar sehri ladka maane ko tyar hi ni apni jidd par adh raha tb tkk durw ne bhi kaha chalwa Bhyii batha bhi do
Tb chalwa ne kaha yhhh toh usa dyan ka saya hai yhh toh usa yhh toh usa ko ked kiya hai yhh jana toh bilkul manan jaana kya yhh dekhna bhi maana hai ab chalo yhh se
Tb tkk durwa haas kar bolra are bhyiii esa kuch ni hota hai
Yhh sab flimo ki baat hai chalo jara wahh ham bhi dekhe esa sach me hai jara haaaa haaaaa
Chalwa :na na baba na tum hi jao wahhh ham toh chale apne ghar mere baapu mere intzar kar re honge tum hi jao usa dyan ke pass tumko hi marne sokh hai
Tb tk vicky ne kaha tum gaon ke log itane darte kyuu ho chalo toh ak baar tb tkk chalwa bola tum sehri kya jano in ke baare me hamare goan ke bujgar kehte hai ki wahh raat ko logo ko gayb karti hai
Durw fir haas or bolra tum toh yeh science ka jaman esa kuch ni hota chai toh agar esa kuch hoga bhi toh ham khud mar jaye tum wahh se bhar nikale ge ab thik hai chalwa
Tb tkk chalwa hai bagwan kaha jare the apne ghar kaha padha gaye Shri ke chaakar meh 🤣
Durw chalo bhii ab wahh
Toh wahh4 us tarf nikal padhte hai
raat ka samye gaon ki thandi hawa ped ki sukhi pati ki awaj usa sunsan si jagha me darne wali lag rahi thi
Wahh piche chalwa ki halta buri ho rahi thi wahh Jay Hanuman Jay Hanuman bolte bolte ja raha tha
Wahii durw vicky ananya bina dar ke chal re the tabhi unke samne ak kali bili a jati miao miao karte karte
Tabhi chalwa bolra tha kaha tha yhh mat ao dekho kali bili ne rasta kar diya hai
Tabhi vicky kehta hai are bhyii jagal ka rasta hai toh bili ka ana normal hai bss Esha me kon se badi baat ho gai vicky ki bato se durw ananya bhi sehmat ho kar Haa bolte hai
Fr woh kuwe wali jagh par pauch jate hai woh dekhte hai ki kuwe ke as pas kahii tantrik Banyi hai woh kahii alg alg samagri rakhi hui hai toh durw logo samj jate hai ki yhh kya hi un logo ne in chijo ke bare me kitano. Me padha tha toh durw vicky ananya me kuch sartar suj jati hai woh tino usa tantrika ke age piche betha jate hai...
Ab agee kya hoga meri kahani ko padhte rahe hai…..or maje lete rahiye …
Agee yeh kahani boht interesting hone wali hai bane rahiye 🫶❤️
