LightReader

Chapter 1 - THE SECRET GARDEN

Duniya main ajj ke time lagbhag 10 million log hai. Aur unki bhi koi pasand na pasand bhi hoti hogi. Kuch ka match hota hai aur kuch ka alaga but apani destiny pass kuch to aisa hai jo na pasand ko pasand kara seta hai aur pasand ko chhin leti hai.

Delhi ke seharo main rehena koi easy baat nhi baache se lekar buddhe tak sasha lene se bhi darate hai aur waha ped ki ta naam nishan hi nhi. Abhijit shukla ek ladke ka naam delhi university main B. Sc Horticulture karata hain abhi 3rd year hai.

NEET, IISER, NISER nhi hua ta jaldbazi ne ye subject choose kiya tha. Lekin kya paat tha uski zindagi ka mod yahi se suru hone wala hai. Abhijit sukla ek honar ladak, handsome, honesty aur voice ta kya hin bolu

Saree girls infact professor bhi us par lattu the. Uske ghara main unke papa, mummy, behen, nana nani, dada dadi matalb overally ek joint family thi. Abhijit ko pyar main koi abus, koi suku, koi jitu aise bulate the. Lekin uske kaano main after 10 saal baad ek kaano main ek name gunjati hain uska naam pitsi.

13march2007 subha 6.00am 15 February 2007.Abhijit gym jaata hain. Apani sari tension ko bhulkar apane app ko iss nature main judta hain.Raste main bahuta sare garden the. Ek se badhakr ek design

aur architectura tha. Chata tha ki thodi ghum le waha lekin time ho raha tha gym jane ke liye.

Jab waho entry karata hai na koi hero se kaam nhi. Usko dekh kar alga hin motivation ata hai. Kyu nhi hoga itini handsome ladake jo hai. Boys ta jealousy feel karate hain. Rocky jo iss gym ka trainer har ladaki ko chhedta hain sab pareshan tha us par. Ajj rocky ne haad hin par karadi. Usne girls bathroom main hodden camera lagaya tha. Ye sab jab ladakiyo ko pata chalata rocky ne sabaki naked pics viral karadi. Abhijit challenge karata hai 100 push-up lagake dikhao ta ajj se main iss gym ki trainer banungi yadi har gaya ta hamesha hameaha keliye gym chhodungi. hota hai competition.

Sabaka ek hin awaza "Abhi "Abhi "Abhi.

Jab rocky ne 50 push-up complete kiya tab abhijit pus-up start karata hain. Sabko lagane laga ki ajj abhijit hara jaega lekin

Lastmai sabaki aankhe fati ki fati rahgayi.

Abhijit hua gym ka trainer. Bichara rocky ajj uska ego hurt hua. Uski kaan ke pass jake bolta hai pitsi meri hai. Ye abhijit puchune se pehle hin chalagaya aur unki camera ko tod bhi di gaya. Sabaki muho main khusiya se bhari thi. Nach rahe the sab. Lekin ek hin baat maan main kha ja rahi thi ye pispi hai kaun?

Fatafat waho gym se nikla aur dekha ki rocky ta nhi hain. Lekin ek purani chithi usse mili

. ek kuch blood main likha tha

"Khamosa raat main koi raaz chipha sa lagata hai.

Pura chand bhi aj kuch dar dar sa lagta hain

Pata nhi kis duniya ki awaza mujhe bula raha hain mujhe.

Mera shaya bhi aj mujhse judaa sa lagta hain"

Itina padhkaro maan aisa lag raha thaa ki duniya main lag hain lekin fir bhi ye kaisa shannat hain andar.

More Chapters