LightReader

Chapter 1 - baap bate ka rishta

Baap apne ladke ke liye kuch bhi kr sakta hai..! Kuch?

Ladke ko sabse jyda pyar ek baap hi karta ha halaki bo kabhi batata nhi hai lekin sabse jyda pyar bohi krta ha lekin bo kabhi एसास bhi nhi hone deta beta baap se kabhi gale nhi milta Or beti bina sharmaye bina dare gale lagti hai lekin bate ko kya sharam aati ha dhar lagta ha man toh bohot karta ha apne-apne papa ko gale lagaye lekin laga nhi pate Or na hi papa lagate hai yee baap Or bate ka rista sabse alag hota hai ek baap apni aulad bigde nahi isliye usko डटता है,। marta hai jo bhi usse ho sakta hai bo karta hai lekin beta galat sangat mai chala jana hai or fir jaisi sangat rheti hai baisa hi asar hota ha ye baat app logo ne bohot jaga suni hogi lekin esha nhi hota sab स्वयं पर निर्बर karta hai agar apko bigadhna hai toh app sahi sangat mai bhi hoge na toh bhi bigad jaoge Or aagar nhi bigadhna toh app galat sangat mai rhe kr bhi nahi bigdoge Toh mere khene ka matlb yahi hai ki app log jitna ho sake utna acche logo ke sath rhao acchi sangat mai raho jo future mai succes hone ka bare mai soch rha hai uske liye bhi ek or new story banae bala hu mai bohot interesting rahegi or puri mera hi uper se rhegi..!

Thankyou for read my story Aasha hai tumne isko padhne ke saath sath samja bhi hoga😊😇

More Chapters