LightReader

Chapter 1 - zindgi ka kon sa door hai ?

" bachapan ki aakhe zindagi ki rahe taye kare budape ki aakhe zindagi ki baate kare " aap ise koi kahani samjhe ya samaj me feli hui roogh samjhe sabse pahle ' zindagi shabd ka matlab samjhte hai ' jina ho jise dena use josu ate aapni kahani geeta me 'aapko lag raha hoga ye kesa matlab hai ye meri soch hai aap zindagi shabd ko kese dekhate hai ? Jarur bataiyega yah kahani teen bhagho me bati hai kyunki ya kahani purane jamane ke saath - sath purane logo aur badalte jamane ke bich ke safar ka pariwarik kahani hai jo ek samaj ka hissa bhi baan gaya hai is pariwar me lagbhag pachas sadsy hai jo karibi khun ke baane hai isme ek peta ke das bachche hai jisme saat ladke teen ladki hai ham en saab ki baat nhi karenge jo sabse aalg rhege uski baat karge jiska naam hai rohan , rohan se baada bhai Ramesh tha baki bhai - bahan chote-chote the ya unka aabhi janam nhi huaa tha ye gaaw ke rahne wala tha Ramesh kheti karta tha aur rohan chini mil me kaam karta tha kyuki us samaye bihar ke kai jagho pe chini mil thi jo samaye ke saath - saath baand ho gai yeh lagbhag barah saal ka tha uske pita ji paan ki dukan par rahte the aur ramesh kheti karta tha uss samaye education ka wistar naam matr hui thi jo shahro thak hi simit rhi iss aadhunik yug me bhi kai gaaw hai jaha wikash ki prikariya bahut dhimi hai ya loog usse wanchit hai aur ye to purane jamane ki baate hai gaawo me kheti pasupalan ke jariye apna ek - ek din ziwan ke jariye bitate hai aagr aap helicopter se niche gaawo ko dekhate hai to jangal ki tarah lagta hai shayad yhi karn hai ki gaawo me phektri na hone ke karn rojgar ka na milna lekin ek baat to pakki hai shiksh ke abhaw ke karn gawo ke loog jansankhyaa ki phektri jarur lga lete hai taki kheti karne ke liye pashupalan karne ke liye apne hi ghar ke bachacho ko rojgar de sake ham wapas aate hai rohan ke bachapan ke zindagi ke saphar par

More Chapters