LightReader

UNTitled,Harinder_Singh_29501773554273

Harinder_Singh_2950
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
187
Views
Synopsis
Good morning
VIEW MORE

Chapter 1 - zindagi ke punishment

Ek ladki shaadi kar ki ek poor ghar mai aye us ghar ke halat bilkul kharab tha lakin us ladki me halat ko qubool kar liya lekin us ghar mai 2 log aur tha jo ke ladka ke baap aur dada tha aur un ki nazaar ladki ka liya kharab thi wo lok ladki ko bhout parshan karte aur us ka pati un lok ko kuch bhi nhi bol ta kyu ki wo barojgar tha kuch time baad un ki harkat aur bad gayi gayi aur usne Socha Ki Main isko bahut tang karunga vah tang bhi karne Lag Gaya jaise ki use 6:00 Baje Puri Roti chahie hoti thi Aur Ladki Ek Do minut Piche Aage Piche Ho Jaaye to use bahut bola Karta aur uske ladke ka jo Pita tha vah bhi bahut Daru Pi Ke Aaya Karta Tha jaise ki ek bar ki baat hai use use ladki ko ladki ko ladke ke daade ne ek bar 5 litre ki Tel ki Shishir kar di to uske baap Ne Dekha Ki Main 5 litre ka tel bechkar Daru piyunga usne bechkar Daru Pi ladki bechari dhundhe ki Tel ki Shishi kahan Gai Uske bad Pata Laga usne jaake ladke ke daade ko bola ki Bapuji Tel ki Shishi to Gayab hai to Bapu ne bola ki beta yah Harami Pi Gaya Hoga Daru Tel ki Shishi bechkar Uske bad ladke Ka Baap Aaya to baap se poochha gaya ab aap bola ki han maine Daru Pi Li batao tum kya karoge Uske bad ladki ko samajh a Gaya yah to bahut harami Parivar ke bich Mein meri shaadi ho gai hai ab Main Kya Karun Thodi Samay bad ladke ke Dada Mar Gaye tab vah Ek Ladki Ko Janm De chuki thi Thodi Samay bad uska pati Ne Socha Ki Ab vah Bahar Chale Jaega Videsh tab Uske Ghar Mein Ek baccha Bhi Tha Ladka Bahar chale gaya aur uske Baap Ko bahut Azadi Mil Gai vah Roj Raat Daru Pita aur apni Bahu ko Pareshan karta to Bahu bahut tang a Gai usne Apne pati ko bola ki yah bahut Daru Pita Hai Aur Main Yahan Nahin Rah paungi ab aur uske ghar mein baccha Bhi Tha to usko bahut Pareshan Karta Kabhi Deewar tap kiya tha Kabhi Gate khadkata aur bahut gandi gandi gali nikalta bahut Pareshan Ho Gai Bahu Ne Socha Ki Ab Ham Kya Karen Bahu ke man mein ek baat I Ki Ab Kuchh Na Kuchh To karna padega Uske bad uski Ek Jindagi Mein bahut kathin Mod Aaya usne Apne pati ko bola ki Wapas a jao Nahin to main yahan se chale jaaungi uski harkatein bajana hi Fir Bhi vah Din Raat Daru pi ke Apni Apni Bahu ko Pareshan karta tabhi Uske ghar mein jo baccha tha vah Paida Ho Gaya tab vah Chhota Sa Tha Jab uski harkatein Baj Nahin I Fir Bhi usne Socha Ki Ab Kya Karen Rahana to Fir Bhi Humko Yahan Hi Padega Kyunki Ek Saal Baad baccha 1 Sal Ka ho chuka tha tab vah tab bhi uski harkatein bajana I Kabhi vah Gate bahar se laga deta aur Kabhi bacchi ko school Na Jaane data Bahu bahut Pareshan ho gai Uske bad usne Socha Ki Ham isko Nashe Nasha chhudaau Kendra Mein isko uthva Dungi tabhi uski Jindagi bahut acchi Chalne Lagi to Ek Din Ki hi baat Thi tab usne usko uthva Diya tabhi raat ko vo Aaya uski Dadhi Kati hui thi aur vah khana mang raha tha Bahu ko bahut tarsaya aur Bahu ne khana de diya tab to vah bahut acchi tarike se baat kar raha tha per uski harkatein ab bhi baat na aaye FIR Subah Ki Hi Baat Hai Tabhi vah Apne Bhai Bahan ko ekattha karke Le Aaye Aur police uske sath hi Thi To usne bola usne Meri gadi Kat Di aur isko andar ki Jaaye to bahut Bahu ko Bahut ghabrahat Hui tabhi uska phone chhin liya Gaya police Adhikari ke dauran isiliye isliye fir usne uska Nand ka phone chal raha tha to usne poochha Rajveer kya hua fir usne bataya ki Tumhare Baap Ne galat mat baten Banakar Mujhe jute case Mein fansa Diya Hai Tabhi usne bola Kisko jail mein dalo Bahu bahut ghabrahat ho gai Thi uske sath do bacche bhi The Isliye per usne Apne mama ko phone kiya jo ki bahut Bade aadami the tabhi Uske mama Aaye Aur Thanedar ke Munh per Ek chapet Mari aur usne poochha ki Tumhari Himmat Kaise Hogi isko Yahan laane ki Tumhen Pata bhi hai yah kaun hai aur tabhi Uske sasur bola ki Humse Galti Ho Gai Humse galti ho mama ko Shanti na Mili tabhi vah Ghar pahuncha aur uske Sab इधर-उधर walon ki beizzati Karke I uski bahan ki uski uski bhaiyon ki aur sab pure gaon ki beizzati kar kar Aaya uska mama aur usne dhanyvad ki aapane mama ko mama aap Sahi time per pahunch gaye Nahin to Mera pata nahin kya hota aur yah log Mujhe chhutti Case Mein andar bhi karate lekin usne bola ki koi baat nahin beta Tumhen Koi tension karne ki Laut rahi hai main tumhare sath hun tabhi vah Ek Hafta sudhara Raha Uske bad Uske Vahi harkatein chalu ho gai Kabhi vah Daru pi ke gate todta aur Kabhi andar Aakar Unka Khud room ka hi Gate Tod deta To Kuchh Samay ke bad usne Socha Ki ham log yahan se chale Jaate Hain Kahin kirae per Le kirae per rahakar Sar Lenge tabhi vah Apne donon bacchon Ko Lekar Chandigarh Chale gai tabhi Uske sasur bahut Milte nikalne laga ki bahut Mana jao main aaj se Kuchh Nahin Karunga per Bahu Ne Nahin Mani to 3 mahine vah vahan ruki aur uske मां-बाप ki Jid per vah Wapas a Gai tabhi Uske sasur Ki