LightReader

Chapter 1 - Mere zindagi ki kahani

Hi friends

To suno meri kahani mai ak normal se ghar ki ladki hu jiska name meet hai jiske papa mammi hai lekin o bhi papa kaese hai muche kabhi papa se pyaar kaa ahsaas hi nahi hua esse Maine Etna kuch sikha ki yaar pata hi nahi chala jis tarike se zindagi ne halato ne sikhaya hai sayad kabhi main sikha pati o bhi etni asani se to aak din kuch aesa hua ki main kaha thi or kaha a gayi

More Chapters