LightReader

Chapter 1 - my love story

Ha Sayd wo din khuch ase he thee jab mere halaat kharab the ye kahani suru hoti h ak garib ladke se jo ki bharat naam ka ladka tha oushe zindgi me kabhi bhe sahi se pyar nhi mila sayad yahi vajah rahi hogi ki oushko lago se bheekh mang kar pyar pana pasand tha ...

Ak ladki jo mujhe pasand aai wo thi 11 class me or me tha 12 class me .

School me kabhi sahi se mile nhi thee par jab mile to ase mile ki pyar ho gya pta h suru me to me sochta tha ki only attrition hoga par wo saccha pyar tha suru me .mee gali bakne wala or nase me. Dhutt rahne wala ak ladka tha par oushe pane k liye mene wo sab chod diya .

Me ak acha ladka ban gya tha par kishmat dakho me 12 me fail ho gya or dubara se apne pyar k pass school 🏫 me wapas gya or apni love story aage badhane laga or fir oushe bhe pyar hone laga hum phone PE. Baat karne lage or ...

Sabse important baat bolu mere pass phon tha he nhi papa ka phone chura kar baat karta tha or wo bhe apni bhabhi ka .

Kafi time baad hum aaghe bade 1 saal ho gya saanth me par ....,....

Aaghe ki kahani kal bataounga part 2 me to miss mat karna aaghe jo hua oushne kahani badal dali padte rahiye thanku,🙏

Cheaper 2 ...

Bs ab kya tha 1 saal hua tha ouska birthday aane wala tha or mere pass pase nhi the lekinme majdoori me chala gaya or ouski 1,2 hajar tak ka gift 🎁 diya or apne liye keyped phone laya tha mere pass aphen ne k liye kapde nhi the par me chappal nhi thi par koi asi cheej nhi thi jo mene ouski nhi diya hoga ...

Par kahte h na jab sab khuch acha chal raha hota h to khuch na khuch musibatt aa he jati h or insan pagal ho jata h oushne mujhe itna Sara pyar Diya tha haaa...

Par jab wo glat kapde pahne gi ya khuch galat karegi to me oushko itna Sara gussa karta tha ki mujhe khud nhi pata ha kahani bhout short h par Jo humari yaade h na chup chup k Milna or Ghar se ak dusre k liye khana bana kar le janaor bhout sara pyar karna mujhe jab sab yaad aata h na me ro ro kar pagal ho jata hu wese oushne mujhe apni photo or apni cheeje or kafi sari yaadd di to h par Jo ab me ouski aawaj Sunn ne ko tarasta hu na wo mujh se bahter koi nhi jaan sakta h ,,,,,,,

Jab wo thi to me har baat ko gusse me bolna fon kat dena or kafi sab karta tha Mera baat karne ka man karega to me karunga or warna me nhi karunga bas yahi sab chalta tha par ab pata chal raha h ki tadap kya hoti h aanshu kya hote h aak aawaj Sunn ne k liye jo kaan taraste h wo sab par ab me khuch nhi kar sakta hu na kyaoki mujhe pata nhi h ki wo mujhe ab pyar karti h ki nhi isliye ab me bs rone k siva khuch nhi kar sakta hu par or lago ka to pata nhi par me oush ko Aaj. Bhe sacche dill se cahta hu

Kyaoki jishk liye sab khuch kiya tha jab wo he nhi h to kaya karu mujhe khuchsamanjh nhi. Aata h na par ab kar bhe kya sakta hu hua you ki oushne mujhe kaha ki bs mene jaher kha liya h to me oushko jaan bachane k liye oushke Ghar chala gya or ....

Jab me oushk ghar gya to waha me sach sach bata diya ki me aapki ladki se pyar karta hu .

To oushk papa ne oush se pucha jab mere halaat ko ddakha gya to mujhe jujh kiya gya menne kaha ki me susses ho kar aap. Ki ladki ko le jaounga to oush ki mummi me kaha ki theek h mene kaha likh kar do itne me ouska bhai chaku lakar aaya or mere gale me maar diya lago ne chudiya mujhe fir mene 5 saal ka time manga or phir me. Badi muskil se khud ko sambhal kar gya ab mene Kasam dhunda mill bhe gya mere board exams nipat gaye the kaam mill bhe gya or fir 31 March ko oushka paper hai me oush se Milne k liye gara hu ab kya hoga wo mujhe exept karegi ya fir apne papa ki ijjatdar ladki banegi ye mujhe nhi pata h bs me oushko raah dakh raha hu ki kab call aaayga jab 4 din Tak bhe baat nhi Hui anne apni haalat janta hu sayad jitni aashan mene apni kahani btau h ya jitni aashan aapko lagrahi h kitni aashan h nhi me kitne dard me hu me he janta hu mere bnay ak sairi h ki ....

Kyo kiya tune pyar tu pagal ho gya h , wo hasin ladki duniya se lad rahi h or tu marta ja raha h,

More Chapters