LightReader

Chapter 36 - Chapter 36 Jab Jeet le baad bhi dar baaki rahe

Raat dheere dheere khatam ho rahi thi.

Sky halka sa light ho raha tha.

City normal lag rahi thi.

Par..

πŸ‘‰ jo log sach jaante the…

unke liye sab kuch badal chuka tha.

Aarav bhi wahi khada tha.

Jahan kuch der pehle..

πŸ‘‰ sab kuch khatam hone wala tha.

Ab wahan sirf silence tha.

Usne dheere se saans li.

πŸ‘‰ "Khatam ho gaya…"

Par uski awaaz mein certainty nahi thi.

Meera uske paas aayi.

Or usne kaha...

πŸ‘‰ "Tu theek hai na?"

Aarav ne uski taraf dekha.

Uski aankhon mein...

πŸ‘‰ thakaan

πŸ‘‰ aur kuch aur

πŸ‘‰ jo woh khud samajh nahi paa raha tha.

πŸ‘‰ "Haan…"

Usne dheere se kaha.

Par sach..

πŸ‘‰ "haan" nahi tha.

***

Control Room main... Few Minutes Later.

Sab wapas aa chuke the.

Kabir chair par gir gaya..

πŸ‘‰ "Yaar… main toh aaj officially retire hone wala tha…"

Meera halki si hasi..

πŸ‘‰ "Drama band kar.

Kabir..

πŸ‘‰ "Nahi seriously… woh sphere… woh blast… bhai main gaya hi tha…"

Zoya chup thi.

Uska focus Aarav par tha.

πŸ‘‰ "Tum stable nahi ho."

Jaise hi usne ye kaha..

Room silent ho gaya.

Kabir ne kaha...

πŸ‘‰ "Abe abhi toh jeet gaye..."

Zoya ne usse roka..

πŸ‘‰ "Main system ki baat nahi kar rahi."

πŸ‘‰ "Main Aarav ki baat kar rahi hoon."

Aarav ne uski taraf dekha.

Or kaha...

πŸ‘‰ "Main theek hoon."

Zoya ne kaha....

πŸ‘‰ "Nahi."

Silence.

πŸ‘‰ "Tumne apni power split ki…"

πŸ‘‰ "Simultaneous control use kiya…"

πŸ‘‰ "Aur bina break ke multiple layers handle ki…"

Kabir confused..

πŸ‘‰ "Toh? Woh toh good hai na?"

Zoya ne kaha...

πŸ‘‰ "Nahi…"

πŸ‘‰ "Woh dangerous hai."

Ye sunte hi...

Aarav ka expression tight ho gaya.

πŸ‘‰ "Explain."

Zoya dheere se boli..

πŸ‘‰ "System ke saath connect rehna ek cheez hai…"

πŸ‘‰ "Par system ban jaana…"

πŸ‘‰ "Woh alag cheez hai."

Silence.

Meera ne softly kaha..

πŸ‘‰ "Tum kehna kya chahti ho…"

Zoya ne kaha...

πŸ‘‰ "Woh jitna zyada use karega…"

πŸ‘‰ "utna zyada lose karega…"

Kabir...

πŸ‘‰ "Kya lose karega?"

Zoya ne seedha Aarav ki aankhon mein dekha..

πŸ‘‰ "Khud ko."

Room freeze ho gaya...

Aarav ne aankhein hata li.

πŸ‘‰ "Main control mein hoon."

Zoya ne kaha...

πŸ‘‰ "Abhi."

πŸ‘‰ "Par kab tak?"

Silence.

Meera ne beech mein kaha...

πŸ‘‰ "Bas karo…"

πŸ‘‰ "Abhi fight khatam hui hai…"

πŸ‘‰ "Hum baad mein discuss karenge."

Zoya chup ho gayi.

Par uski aankhon mein..

πŸ‘‰ doubt ab bhi tha.

Later... Rooftop

Aarav akela khada tha.

City neeche shine kar rahi thi.

Usne aankhein band ki.

πŸ‘‰ system ko feel kiya.

Sab stable.

Perfect.

Par..

πŸ‘‰ ek halka sa distortion.

Bahut deep.

πŸ‘‰ "Tumhe bhi feel hua?"

Woh ladka uske paas aa gaya.

Aarav..

πŸ‘‰ "Haan…"

πŸ‘‰ "Woh gaya nahi hai."

Woh ladka halka sa hasa..

πŸ‘‰ "Woh kabhi gaya hi nahi."

Aarav ne aankhein kholi.

πŸ‘‰ "Observer…"

πŸ‘‰ "Woh adapt kar raha hai."

Woh ladke na kaha...

πŸ‘‰ "Aur tu bhi."

Silence.

Usne apni baat main add karte hue kaha...

πŸ‘‰ "Farq bas itna hai…"

πŸ‘‰ "Tu slow hai."

Ye sunte hi aarav ka expression serious ho gaya.

πŸ‘‰ "Main slow nahi hoon…"

πŸ‘‰ "Main careful hoon."

Woh ladka dheere se bola..

πŸ‘‰ "Careful log survive karte hain…"

πŸ‘‰ "Par dominate nahi karte."

Silence.

Aarav ne kuch nahi bola.

Par uske andar...

πŸ‘‰ ek thought aaya.

πŸ‘‰ "Kya mujhe dominate karna chahiye?"

Aur yeh thought...

πŸ‘‰ dangerous tha.

Sudden Disturbance

Achanak...

πŸ‘‰ ek sharp signal.

Aarav freeze.

πŸ‘‰ "Yeh…"

Is baar...

πŸ‘‰ pehle jaisa nahi tha.

πŸ‘‰ yeh focused tha.

πŸ‘‰ targeted.

Location... Unknown Facility

Ek dark room.

Machines.

Screens.

Aur beech mein...

πŸ‘‰ ek insaan.

Woh connected tha system se.

Uski aankhein band thi.

Screens par data flow karne laga..

Aur ek naam blink hua..

πŸ‘‰ "AARAV"

***

Back to Aarav...

Aarav ka saans heavy ho gaya.

πŸ‘‰ "Yeh koi aur hai…"

Woh ladka dheere se bola..

πŸ‘‰ "Finally…"

πŸ‘‰ "Game interesting ho raha hai."

***

Control Room main.

Kabir panic ho gaya or usne kaha..

πŸ‘‰ "New signal!"

Meera ne pucha..

πŸ‘‰ "Kahan se?!"

Kabir ne uske answer main kaha..

πŸ‘‰ "Unknown source…"

Zoya ne screen dekhi.

Uska face serious ho gaya.

πŸ‘‰ "Yeh system ka part nahi hai…"

πŸ‘‰ "Yeh koi aur player hai."

***

Rooftop pe aarav..

Usne sky ki taraf dekha.

πŸ‘‰ "Toh ab…"

πŸ‘‰ "Sirf Observer nahi…"

πŸ‘‰ "Aur bhi hain."

Uski aankhon mein..

πŸ‘‰ excitement.

πŸ‘‰ danger.

πŸ‘‰ aur thodi si darkness.

πŸ‘‰ "Theek hai…"

πŸ‘‰ "Game aur bada karte hain."

Aur us moment pe..

πŸ‘‰ Aarav sirf react nahi kar raha tha…

πŸ‘‰ woh ready ho raha tha.

War ke liye.

Aur iss baar...

πŸ‘‰ enemy unknown tha.

More Chapters