LightReader

HOW A POOR MEN BECOME A RICH TEACHER

Krishan_Thaniwal
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
151
Views
Synopsis
HOW A POOR PERSON BECOME A RICH TEACHER
VIEW MORE

Chapter 1 - HOW A POOR MEN BECOME RICH TEACHER

Yah baat hai 1991 ki jab is darti par ek garib insan ke ghar par ek ladke ka janam hua !

Vah garib insan samose oar kachori bechta tha!

Fir vah garib aadmi apne bache ke bada hone par usse bahar padne rakh deta hai oar vah ladka padne ke liye...? cala jaata hai

Fir vah...? Jaakar vaha jaakar usne kai dost bana liye oar vah iss vajah se padai pe dyaan nhi deta oar is kaaran uske 10th me 54℅ vah 12th me 67℅ hi ban paaye par isse us ladke ko koi problem nahi thi kyoki vah to apne dosto ke sath me injoy karta ghar walo ke bare me nhi sochta

Fir ek baar usko ek ladki se love ho gaya vah uski hi collage me padti thi oar us ladke ne us ladki ko purpose kar diya oar usne accept bhi kar liya ese hi unka relationship calta raha vah ladka us ladki ke liye apne dosto se bhi duur hone laga ese hi kafi time ho gaya oar ek din ladki ne ek paise wale ladke ko apna liya oar us garib aadmi ke lake ko chod diya jisse vah 2 mahine ke liye depration me cala gaya kyoki vah ladka us ladki se love karta tha

After 2 months

Fir 2 mahine baad us ladke ne than liya ki jis paise ki vajah se us ladki me hame choda us paiso ko me itna kama lunga ki vah ladka mere niche kaam kare jiske liye meri mohabbat ne muje chod diya tha

Fir vah ladka raat din padai karta oar usne physics subject ko itna strong kar liya ki usne fir apne hi city ki ek badi coaching me padana suru kar diya oar vah bacho ko itna bdiya physics padata ki bacho ke 12th 100/100℅ aane lage jisse us badi coaching walo ne usse kafi paisa dena suru kar diya

After 2 years

Us ladke ne apne jigri doat ke sath milke apni hi coaching khol li oar aaj bhi vah uski coaching me physics padata hai oar 100/100℅ bacho ko dilwata hai isse uski coaching me kafi bache aa gaye hai

Oar jis ladke ke liye us ladki ne ise choda tha uski hi coaching me aaj vah ladka padata hai

Oar aaj jab bhi vah ladki us garib aadmi ke ladke ko dekhti hai to sarm se apna sir juka leti hai

Aapko me bata du us ladke ka name thaniwal tha jisne yah mukammal hasil kiya hai

Aaj vah us city ke rich person me 1st number par aata hai

Moral :- jindgi me dokha nhi milta, jab tak aadmi ka ago hert nahi hota jab tak aadmi kuch nahi karta jab aadmi ka ego her at ho jaata hai to vah kuch bhi kar sakta hai as a thaniwalji